Baychaini Door Karna
Naqsh No 32:
Hum is mozoo main un afrad ka tazkara karain gay jinko Allah ki zaat ne
dunia ki har khushi se nawaza ho lakin in tamam nematon k bawajood uska dil pur
sakoon na ho balke har waqt baychaini
rehti ho. Insan ki baychaini ki kai wajuhat ho skti hain jin main
amoooman kisi pareshani ki waja se dil ko baychaini mehsoos hoti hai lakin
insan ko fori tor par samajh nahi ati.